"Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Kerliye Aur
Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta’ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega!Aur
Farmaya – “Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota
Hain!
Pucha Gaya Huzoor Wo Kaise?”Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Gunaah Ke
Baad Fauran Uski Aankhen Allah Ta’ala Ke Darbar Me Aansu Bahaati Hain!”.-(Mukashfatul
Kulub, Pg-123)» Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Ek
Habshi Haazir Hua Aur Arz Ki,“Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Mai Khataye
Karta Hoon, Kya Meri Taubah Kubul Hogi?”Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Haan!”Wo Kuch Door Jaker Wapas Laut Aaya Aur Daryaft Kiya Ki, “Jab Mai Gunaah Karta
Hoon Tou Allah Ta’ala Dekhta Hai?”Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
“Haan! Habshi Ne Itna Sunte Hi Ek Cheek Maari Aur Uski Rooh Parwaaz Ker Gayi!”“Inna
Lillahi Wa Inna Ilaihi Rajioon”-(Mukashfatul Kulub, Pg-123)

loading...
0 Comments Blogger 0 Facebook