Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf Hadees Sharif "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Kerliye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta’ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega!Aur Farmaya – “Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya Huzoor Wo Kaise?”Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Gunaah Ke Baad Fauran Uski Aankhen Allah Ta’ala Ke Darbar Me Aansu Bahaati Hain!”.-(Mukashfatul Kulub, Pg-123)» Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Ek Habshi Haazir Hua Aur Arz Ki,“Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Mai Khataye Karta Hoon, Kya Meri Taubah Kubul Hogi?”Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Haan!”Wo Kuch Door Jaker Wapas Laut Aaya Aur Daryaft Kiya Ki, “Jab Mai Gunaah Karta Hoon Tou Allah Ta’ala Dekhta Hai?”Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya – “Haan! Habshi Ne Itna Sunte Hi Ek Cheek Maari Aur Uski Rooh Parwaaz Ker Gayi!”“Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Rajioon”-(Mukashfatul Kulub, Pg-123) Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf Hadees Sharif "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Kerliye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta’ala Tumhari Taubah Q ubool Ke... View All Images/Post» 05:42:00