Hadees : Rasool’Allah (Sallallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaaya 

“Apne Maa-Baap Aur Butho Ki Qasam Naa Khaao Aur Naa Hi  Allah Ke Alawa Kisi Aur Ki

 Qasam Khaao (Agar Qasam Khaney Ki Zaroorat Pad Jaaye) Tou Sirf Allah Ki Sacchhi Qasam 
Khaao”.

- (Nasai Sharif: 3769)




» Hadees : Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Bayan Kiya Ki RasoolAllah (Sallallahu 

Alaihi Wasallam) Mere Waalid Umar Bin Al-Khattab (RaziAllahu Anhu) Ke Paas Aaye Tou Kya 

Dekha Ki Wo Kuchh Logon Ke Saath Chal Rahe Hain Aur Apne Waalid Ki Qasam Khaate Jaa 
Rahe Hain.


Ye Sunkar Aap Ne Farmaya – ‘Suno! Allah Paak Ne Tum Logon Ko Apne Baap-Dada Ki 

Qasmein 

Khaane Se Manaa Kiya Hai.

Jisko Qasam Khani Hii Hai Wo Sirf Allah Hii Ki Khaaye Warna Chup Rahe’.


- (Sahih Al-Bukhari, Hadees No.6646)
loading...

0 Comments Blogger 0 Facebook

 
The Stylish Life © 2013. All Rights Reserved. Share on Blogger Template Free Download. Powered by Blogger
Top